Jab aap kisi field me nye hote h to hmesha hi galti kr dete h. Kyoki jab hum koi nya kam shuru krte h to hme uske bare me knowledge k bare me abhav hota h....m aapko es post m btauga jo new bloggers hmesha galti krte h......esko jan lene k bad aap nishchit hi j galtiya nahi krege....Kyoki en galtiyo se kai bloggers apna kariear khatam kr lete h or j kafi nuksan dayak sidh hoti h..... Post ko lamba na khichte huye sidhe topic pe aate h....... 1.Heading Sabse Pehle new bloggers starting me heading se judti galti kr dete h yani jab aap koi blog per new post dalte h to jo aapki post ki heading hoti h vo ekdum sapast honi chahiye yani jo aap apni post me likhrhe h vo heading se saf pta chalta Ho or vahi text write kre jiski aap heading dal rhe h 2.Tode samye bad blog per koi nya topic jodna Jab aap koi blog bna rhe ho to aap vahi topic chuj kro jisme aap puri treh auche ho.....yani aap puri trh sapast ho ki aapko kis topic y
Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h......... Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega....... Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h.... J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit gain krna chahte h to aap ko eski palan shed me krna chahiye esse chujo groth rate bahut adhik hoti h... 1.farm k