Hello dost harjindertechtips me aapka swagat hai. M Hu aapka host and dost harjinder Singh maine aapko pishle post me btaya tha ki Patel dona machine lagvaye mahine ka 30-40000 rupay kmaye or m aapko es post me dairy farming k bare me btauga ki kese aap ek safal dairy farming kr sakte hai........
Pehle M aapko j klear kr dena chahta Hu ki ager aap dairy farm ko part time M krna chahte h to aapko nuksan hone wala hai. Dairy farm aapse full time yani 24 gante magta hai.......
J nahi h ki Pehle kevel kissan hi dairy farming ko apnate the. Lakin aaj k time me bahut se brozgar yuva aage aa rehe hai....yadi aapme puri lagan or mehnat hai to aap noshchit hi safalta pa sakte hai.....
Pehle M aapko j klear kr dena chahta Hu ki ager aap dairy farm ko part time M krna chahte h to aapko nuksan hone wala hai. Dairy farm aapse full time yani 24 gante magta hai.......
J nahi h ki Pehle kevel kissan hi dairy farming ko apnate the. Lakin aaj k time me bahut se brozgar yuva aage aa rehe hai....yadi aapme puri lagan or mehnat hai to aap noshchit hi safalta pa sakte hai.....
Dairy farming kese start kre
Dairy farm start krne k liy sabse Pehle aapke pass Khali jmeen honi chahiye......or chara ugane k liy aleg se jmeen ki jarurat hogi....
Sabse Pehle aapko ek project report tyar krni chahiye ki aap kitni cow se start krna chahta h etstra etstra.....
Dairy farm me cariear
Ji ha dosto aap sahi soch reho yadi aap vegaanik vidi se dairy farm start kroge to aap apna ek aucha cariear set kr sakte ho.....aap man k chaliye ki esme cost par 60% profit aasani se ho sakta h. Lakin jarurat h to sachi lagan or mehnat ki.....
Dairy farm ko safal kese bnaye
- Dairy farm safal bnane k liy aapke pass auchi nassel ki gay honi chahiye.
- Unka samye samye par tikakran krwana chahiye or gay ki bimariyo k bare me aapko bhi noleg hona chahiye taki aap khud Unka khayal rakh sake
Cow ki nasal ka chunav
Aap jo bhi gay kharid rhe ho unki nasal utam koti ki honi chahiye kquki j aapki safalta me aham jogdan nibane wali h.....or ha ho sake to aap jo gaye kharid rhe ho vo aap k najdiki sheter ki honi chahiye kyoki unko aapke sheter ki jalvau me koi problem nahi hogi kyoki unko kisi alag jalvau me nahi jana pedega......jab aap cow ko apne sheter se kharidte ho to vo aapki gaye ki health k liy bahut aucha hota h......
Storege capacity
Aapke pas storege shamta thodi jyada honi chahiye jisme aapko hra chara or khal vegra aap rkh sakte ho ......
Cow ka rakh rakhav.....
Gaye ka rakhrakhav uch koti ka hona chahiye. .....jese k liy unke liy ankul mosem hona chahiye jo aap ek bde shed me penkhe lga ker set kr sakte h....
Unhe samye samye par nahlana aadi kam aapko khud ko krne chahiye
Unke liy pine k pani ki uchiat vayvastha honi chahiye
Unhe aucha aahar dena chahiye kyoki aucha aahar hi dugad utpaden k liy sahi h.......
CapitAl. ......
Dairy farming me yadi aap 2-3 gaye se start kr rhe ho to aapko kam puji ki aavshkta hogi.....ager aap jyada gay se start krna chahte ho to aapko jyada puji ki aavshkta hogi to ho sakta aapko dairy par loan Le lena chahiye eske aalava aapke pass or koi rasta nahi h.........
Anubhav/Trening
Ager aap ho sake thode din kisi or dairy m jaker kam kr lena chahiye ....ya kisi dairy farm se Trening Le leni chahiye j aapkI dairy farm ki safalta k liy bahut aucha h......
Umid h aapko meri post auchi lagi hogi....to frends aap comment krna na bule....
Or hum agli post me dairy farm ki project report k bare me charcha krege.........to tab tak haste rehiye muskrate rahiye or apne chahne walo khayal rakhiye......by
Comments
Post a Comment