Skip to main content

Posts

Showing posts with the label पशुपालन

Boyler Murgi palan kese kre

          Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h.........       Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega.......      Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h        Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h....           J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika      Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit g...

सफल डेयरी फार्मिंग व्यवसाय कैसे करें

Hello dost harjindertechtips me aapka swagat hai. M Hu aapka host and dost harjinder Singh maine aapko pishle post me btaya tha ki  Patel dona machine lagvaye mahine ka 30-40000 rupay kmaye  or m aapko es post me dairy farming k bare me btauga ki kese aap ek safal dairy farming kr sakte hai........          Pehle M aapko j klear kr dena chahta Hu ki ager aap dairy farm ko part time M krna chahte h to aapko nuksan hone wala hai. Dairy farm aapse full time yani 24 gante magta hai.......          J nahi h ki Pehle kevel kissan hi dairy farming  ko apnate the. Lakin aaj k time me bahut se brozgar yuva aage aa rehe hai....yadi aapme puri lagan or mehnat hai to aap noshchit hi safalta pa sakte hai..... Dairy farming kese start kre Dairy farm start krne k liy sabse Pehle aapke pass Khali jmeen honi chahiye......or chara ugane k liy aleg se jmeen ki jarurat hogi.... Sabse Pehle aapko ek project report tyar krni chahiye...