Skip to main content

Google Adsense se paise kese kmaye

Google adsense kya h


      Aap k liy pehle j janna jruri h ki Google adsense kya h, Esse paise kese kmaye ja sakte h or j kam kese krti h
        Google Adsense CPC adarit company h jo user ko blog ya websites par advertising k paise deti h
      Google adsense aapko ek code provide krti h Ji se aapko apne blog posto par lga kr paise kma sakte h

Google adsense se paise kese kmaye 

   Google adsense se aap paise 2 tariko se kma sakte h
       

Blog\websites 


     Google adsense par account  bnane k bad j aapko code provide krta h Ji se aap apne blog ya website par code lga kr money earn kr sakte h
   Aapki kmai advertise k clicks per depand krti h Jitne jyada click utni jyada kmai.....click na bhi ho to chalega j company advertise ko dekhne k bhi paise deti h lakin es dsha me paise km milte h
Free blog kese bnaye

You tube se adsense dwara kmaye

Aap esi treh se apni you tube videos par add lga kr paise kma sakte h jo bhi us viagapan par click krke use dekhta h uske badle hme kush paise milte h

Google adsense ki sharte 

    Es par Google adsens ki kush conditions bhi h 
1. Aapka blog account lag bag 6 mahine purana hona chahiye Esse pehle aap Google adsense k liy apply na kijiye aapko aprovel nahi milega.
2. Aapko daily ke visiter ki sakhya 300+ honi chahiye 
3. Aap apne vigapan par khud click nahi kr sakte esa krne par aapka account block ho jayega 

Google adsense paisa ka bugtan kese krta h

  Jab aapke Google adsens account me 10$ ho jay to aap apne bank account ki details adsense account me bar sakte h or jab 100$ ho jane par aap j amount apne bank khate me trasfer kr sakte h

Comments

Popular posts from this blog

Gulab ki khatI kr lakho rupay kmaye

Gulab ki kheti bahut pehle se hi puri duniaa me ki jati h. Gulab ke fhul dali sahit ya cut flower v pakhudi sahit dono trah k hi bzzar me uplabad h....... जलवायु और भूमि  Gulab ki kheti uter Ave dhkshin bhart ke medni, phadi shetro me ki jati h din ka tapman 25 se 30 sentigrede or rat ka tapman 12 se 14 sentigrede utam mana jata h Gulab ki kheti k liy domat mitti honi chahiye jiska ph 5-6 tak upjukat hoti h... खेत की तैयारी  Khet ko kyariyo me bant lete h. kyariyo ki chodai 5 miter v labai 2 miter rakhni chahiye. Do kyariyo ke bitch me aadha miter sthan shodna chahiye. Podh v line se line ki duri 30×60 sentimiter  honi chahiye. Es duri par podhe lgane  par phulo dadi lambi v ktai krne me aasan hoti h...... पौधशाला  Jangli gulab k uper T Bading dwara eski Podh tyar hoti h. Jangli gulab ki klam Jun-July me lag bag 15 sentimiter ki duri par laga di jati h. Nov-Dismber me es par tahniya nikal aati  h. En par se kante chaku ki madad se alg kr diye ...

Boyler Murgi palan kese kre

          Hello dosto kese Ho sab m aapko es post me Boyler murgi palan k bare me btauga ki aap kis treh se murgi palan kr lakho rupay kma sakte h....to chaliye aapka jyada time na vest krte huye sidhe mude ki bat pe aate h.........       Jadi aap murgi palan k bare me soch rhe h to aapko es post me aapke sabhi swalo ka jwab mil jayega.......      Hum murgi ko do karno se pal sakte h ek ando k liy or ek mass k liy.... Boyler murgi palan kya h        Boyler murgi palan ka main karn mass hota h. Boyler dwara murgi ko mass k liy pala jata h enki badwar shmta bhut adhik hoti h yani j bahut hi jaldi groth krte h....           J ando se niklte vakat j 35 gram k hote h or 40 Dino bad sahi postik aahar milne se j 2kg k uper ho jate h Boyler murgi palan ka trika      Aap Boyler ko do trho se pal sakte h ek khule me or ek shed me...... Yha per ydi aap jyada profit g...

सफल डेयरी फार्मिंग व्यवसाय कैसे करें

Hello dost harjindertechtips me aapka swagat hai. M Hu aapka host and dost harjinder Singh maine aapko pishle post me btaya tha ki  Patel dona machine lagvaye mahine ka 30-40000 rupay kmaye  or m aapko es post me dairy farming k bare me btauga ki kese aap ek safal dairy farming kr sakte hai........          Pehle M aapko j klear kr dena chahta Hu ki ager aap dairy farm ko part time M krna chahte h to aapko nuksan hone wala hai. Dairy farm aapse full time yani 24 gante magta hai.......          J nahi h ki Pehle kevel kissan hi dairy farming  ko apnate the. Lakin aaj k time me bahut se brozgar yuva aage aa rehe hai....yadi aapme puri lagan or mehnat hai to aap noshchit hi safalta pa sakte hai..... Dairy farming kese start kre Dairy farm start krne k liy sabse Pehle aapke pass Khali jmeen honi chahiye......or chara ugane k liy aleg se jmeen ki jarurat hogi.... Sabse Pehle aapko ek project report tyar krni chahiye...